Bandar ki beti boli, Papa mujhe bhi
shaadi karna hai. Papa bole beti sabr
karo DULHA abhi SMS pad raha hai
muskura de to samjhna ki rista pakka hai.
Samjhna ki rista pakka hai
Romantic Shayari: Tujhse laga k seene
Tujhse laga k seene se sona chahta hun,
Bhool jana chahta hun duniya,
Iss duniya k gham bhulana chahta hun,
Tuh mera humsaya rahe ta-umhra..
Bass yahi daulat kamana chahta hun!
Hindi SMS - Yamraj..
Yamraj ne ek ladke ki jaan le li.
Chitragupt- Is ko waqt se pehle kyon mara?
Yumraj: Kya karun, March end mein target
jo pura karna tha
Shayari SMS: Ae ankh tu
Ae ankh tu band ho ja,
khwabo mein unki surat to nazar ayengi
Intezar to subah dubara shuru hoga
kam se kam rat to khushi se kat jayengi
Love Shayari SMS: Taras Gaye Aapko
Taras Gaye Aapko Dekhne K Liye
Dil Fir v Aapke Liye Dua Karta He
Humse Acha To Aapke Ghar Ka Aaina He
Jo Roz Aapko Dekh To Liya Karta He
Eid Mubarak
Hum app ki yaad main udas hain,
Bas app say milnay ki ass hay,
Chahay dost kitnay hi kion na hoon,
Maray liye tu app hi sab se khas hain...Eid Mubarak
eid
Ladka Apni Dilruba...
Ladka Apni Dilruba Se Poochta Hai,
Kya Pyar Karna Paap He?
Ladke Ka Dost Uske Kaan Mein Bolta Hai
Abe Jaldi Bhaag Peeche Uska Baap He.
hindi jokes
Dil se Bolu
Dil se Bolu ek Baat Mein Sachi...
Hum Tum ek Dal ke Panchi...
Dosti hamari Ye Hogi Na Kachi...
Teri Photo se Mere Negative Acche !!
Hindi Friendship SMS:Tum milo na milo
Tum milo na milo gam nahi,
bas 1 SMS bhej do ye b milne se kam nahi,
dosti me dhoka de jaye wo hum nahi,
hamari dosti BUNTY BABLY se kam nahi.
Karni hai khuda ...
Karni hai khuda se ek gujaris,
teri Dosti ke shiva koi bandagi na mile,
har janam me mile dost tere jaisa,
ya phir kabhi jindgi na mile
Mosam ko Mosam ...
Mosam ko Mosam ki Baharo ne luta,
Kasti ko Sahil k Kinaro ne luta,
Wo to 1 Kasam se Darr gye Aur
HAME to UNKI KASAM deke HazaRon ne luta.
Sardar on phone ...
Sardar on phone "Doctor my wife is pergnant.
She is having pain right now".
Doctor: Is this her first child?
Sardar: No this is her husband speaking............
sardar, wedding, matrimonial, jokes
Jaha dosti waha ishq ...
Jaha dosti waha ishq
Jaha ishq waha pyar
Jaha pyar waha mohabbat
Jaha mohabbat waha dard
Lekin
Jaha dard waha ZANDUbum
dardse jald aram dilaye
Friendship, jokes
Dil ki haalat batana ...
Dil ki haalat batana nahi aata,
Kisi ko aise tadpana nahi aata,
Sunna chahte hai ek baar awaz apki,
Magar baat karne ka bahana nahi aata
love
Nazar Nazar mei ....
Nazar Nazar mei "PYASS" hai
Har dil mei ek "EHSAAS" hai
Yu hi nhi hamne tumse dosti ki ,
Yaar hamari pasand hi khuch "KHASS" hai.
Dil sapno se HOUSEFUL ...
Dil sapno se HOUSEFUL hai.
Pure honge wo DOUTFUL hai.
Is duniya me har chiz WONDERFUL hai.
Par zindgi TUM jaise yaar se COLOURFUL hai.
Aankho mein ansoo ...
Aankho mein ansoo a jate hai
phir bhi labo pe hasi rakhni padti hai
yeh haal tabhi hota hai yaaro...
jab LAMBE SAFAR me 'POTTY' rokni padti hai.
jokes
Chehre ki hasi ....
Chehre ki hasi se har gham ko chupao
bahut kuch bolo par kuch na batao
khuda na rutho kabhi par sab ko manao
yeh raaz hai zindegi ke bas jeete jao...
life, friendship





